“Backpack Lyrics” by JJ47 is a track written and performed by the artist himself, with production, mixing, and mastering handled by Jokhay. The song also features unique artwork and visuals by Shahan, adding an artistic touch to the overall presentation.
Song | Backpack |
---|---|
Written/Performed | JJ47 |
Produced, Mix Master | Jokhay |
Artwork/Visual | Shahan |
Backpack Lyrics
“Lyricist JJ47″ Kehne ko sun’ne ko sakht tou lagta hai Cash flow karay tabhi naqd tou lagta hai Mujhe aur gaanay likhne ko waqt tou chahiye Mujhe har gaana likhne mein waqt tou lagta hai Kabhi koi jaisey keh deta ho kaan mein Ya rab daal de baat ye gumaan mein Khoon phoonkta hoon lafzon mein jaan main Pareshan hoon kesa ban gaya insan main Bag mein shoes aur cigratton ke dabbay Aur aik cap pari jis pe lagay huye dhabbay Hum ne dekhey idhar udhar aur yahan wahan ke dhakay Hum ne duniya banayi uper dikhte huye pankhay They just talk shit, mun’h inke bakkay Ha tu find out, kon tere saggay? Mehmaan aa rahay ghar ke bahar bolay kawway Tum rotiyan daalo maa hum garam rakhein tawaayy Paisa paani ki tarah hai Aur hunar bhi tou bas ek jawaani ki tarah hai Kabhi khushi kabhi gham ek kahaani ki tarah hai Mera har gaana shayaraana JANI ki tarah hai Din mеre be-khabri mein guzray Raatеin jaagna asaani ki tarah hai Galtiyaan ye nadaani ke naam hueen Paisa husn taaqat bad’gumaani ki tarah hai Mere saath Urdu Rap ke hain Badshah Tere saath sirf hua aik haadsa Transit flight mode cancel raabta Qabar ki tou jagah main rozaana naapta Paas hai duaayein mere paas hain blessings We movin’ like Kings, mehngi trip mehngi dressings Pairon mein Kyrie, bhari huyi diary Bar’waqt har kaam be-waqt shayari Laakhon maamlay adhooray lain-dain ke Business class mujhe chahiye sirf plane ke Kitna laga in shoes pe hisaab nahin Kitna laga phir ghari pe aur chain pe Kitne mere liye log hain dua mein Pal bachay kitne jee raha hawa mein Kitne log mere kitno ka gawah main Nahin yaad kaise ghar pohncha subha main End Lyrics